Ghazal
Khobsurat wadon ko tor dia us nay
Mujhay yad rakhna ab chor dia us nay
Bahot kia kertay thay wafa ke baten
Lagta hy wafa ka daman chhor dia us nay
Jo kehtay thay k tum bin jee nahi saktay
Lagta hy meray bin jeena seekh lia us nay
Us ko Zamany say fursat nahi
<<Chanda>>
Ab to hal pochna bhi chhor dia us nay
<<<<MUSKAN>>>>