Ghazal
Sath tumhara dena hy Aur sath tumhara pana hy
Pathron k is shehr men kanch ka ghar bnana hy
Aasmano py jo rishta bana
Usay dunya men nibhana hy
Ik nam tumhara likhna hy
Ik nam hamen ban jana hy
Kuch baten tum say kerni hen
Kuch dil ka hal sunana hy
Chupkay say jo mangi hen
Un duaon men tum ko pana hy
Tum rooth ky mujh say mat jao
Mujhay sath tumhara pana hy
Tum loat k wapis mat jao
Mujhay zindagi tumhen bnana hy
>>>>MUSKAN<<<<