Ghazal
Rafta Rafta waqat say majboor hota gya
Bahot pyar tha tujh say aur tujhi say door hota gya
Menay iltija ke k teray bin waqat nahi guzarta
Yeh sun ker tu bhi thora maghror hota gya
Kisi ke judai ko bardasht nah ker paya
Men bhi dil-o-dimagh say la'shaur hota gya
Teri aankh men na-jany kesa huner tha
Jo men bhari mehfil men masrur hota gya
Yeh kesi muhabat kay muqadar ke ruswai hui
Men be-wafa aur woh be-qasor hota gya
""""MUSKAN""""