Ghazal
Woh mujh ko chhor ker jana chahta hy
Magar koi bahana chahta hy
Jisay dil ke tarah is dil men rakha
Wohi ab dil ko dukhana chahta hy
Woh apni hansi ghairon ko day ker
Khud apna gham bhulana chahta hy
Menay jis ke yad men dunya ko bhula dia
Wohi shakhs ab mujh ko bhulana chahta hy
Usay kia dard ka ehsas ho ga
"MUSKAN"
Jo mera dil dukhana chahta hy
""""MUSKAN""""